sardar valabhbhai patel statue,cost,hight, in hindi // world bigest,tallest statue // statue of unity in hindi gk
lenth,gk in hindi,sardar valabhbai patel statue ke unown fets in hindi and history,sardar ke biography in hindi,the iron man kaha jane wale sardar patel ke janm 1875 me hua tha jinhone bharat ko swadhin karne keliye angrejo ke sath ladte the,unki yadast me ea statue banaya gaya hai jise statue of unity bhi kahajata hai,
![]() |
statue of unity |
about sardar statue –
sardar patel ke statue india ke gujurat rajya kovadiya colony me hai,jise banane kelie 4 sal 9 mehine ke waq lagatha, ur isi staute ka opening 2018 october 31 huatha,ea statue dunia ke sabse bade ur sabse lambe staute ke nam bhi hasil karliya,ea statue pm modi jab gujrat ke mukhmantri the uswakt banane keliye nirdharit huatha,saradar patel ke statue bananekeliye kovodiya ke farmer yani kisan logoko us jagase hataya gaya tha paisa deke pr wo log hatna nehicharehe the kiyun ki wo zamin umki purkhon ki thi,wo kisan ko jamin ke badle paisa to milgaya pr utna jaganehi milpaya badle me jitna pehele tha unka, to sidhise bat ea hai ki wo log takhlif me aj jite hai unka pasan nehi hai ea statue wologoko jo govment denekeliye bolatha wo bhi thikse nehi mila,
statue gk-
1-sardar ke statue india ke gujrat me hai,
2-ea statue banane keliye 4 sal 9 mahine lagatha
3- sardar ke statue ko banane keliye 3000 worker ur 2500 engnear lage the,
4-sardar statue ke hight 182 miter (597 fit)
5- statue ko banane keliye 2,989 cr, india rupy laga tha,
6- sardar ke statue ko dekhne keliye har roz 10,000 se jayada log ate hai,
7-sardar ke statue ke cantract tuner cuntruction,michel grave and asossiates ne liya tha 2014 ko
8-isi statue ko banane keliye 6,500 ton stil (rad0) laga tha,
9- ea dunia ka sabse bada statue hai,
10-ea statue ko statue of unity bhi kahajata hai,
11-ea statue keliye kisano ne apni zamin khoya hai,
12-ea statue pm modi ke nirdharit me hua hai,
13- ea statue ese bana hai ki ise bijli nehi marsakta hai,
14-ea statue ke dekhne keliye apko ticket buk karna padta hai,
15- sardar ke statue 200 sal tak tikega ese engenear ka kehena hai,
16- ea statue ek din me sabse jayada dekhejane wale statue bhi banchuka hai,
my self-
jagabandhu bag from odisha (balangir)