howrah bridge history in hindi // howrah pul kisne banaya // howrah bridge lenth,width,hight,cost,about howrah pul
![]() |
gogle images |
hawarah bridge kisne ur kab banaya-
ea bridge paschim bangal ke kolkata ur howrah ko jorne wala ek bridge hai jise pehele bidyasagar bridge ke nam pr log jante the pr bat me iska nam howrah bridge rakhdiya gaya,ur ab pura dharti use howrah bridge ke nam pe janta hai, isi bridge ko pehelibar 1862 me banwane ke phaisala kiya gayatha pr nehi hopaya fir kolkata ur howrah ko jorne keliye ek floting bridge banaya gaya per wo bridge tik nehi paya jayada din, fir ek naya bridge banwane ka faisala hua ur 1936 me howrah bridge ka nirman suru hua tha,1936 se brisge ko banane me 6 sal laggaya tha1936 to 1942 tak, isi bridge ko jantakelye 1943 frebruyari me kholagaya,isi bridge ke nirman karne ka thika braiwhite burn and jesop contruction company ko diya gaya tha,ea bridge babgal ke sarkar ke paramars me banaya gayatha per isi bridge ke janma data braiwhaite born ne ea bridge ko bana ke itihas rachdiya,
howrah bridge ke lenth ur banwat-
howrah bridge ke banawat kamal ki hai ea bridge sirf 4 khambo yani 4 pilar ke upar tika hai,pure bridge ke lambai (lenth) 705 m. hight 82 m ur choudai 22m hai pr kamal ka bat ea hai ki utni lamba pul me ek bhi not ya bolt apko dekhne ko nehi milega , isi bridge ka contruction esa hai ki hugli nadi ki is par 2 pilar hai yani howrah me 2 pilar hai ur kolkata me 2 pilar hai total 4 pilar ke upar ea kamal ka karigari kiagaya hai, ea bridge puri tarah se haw me ter raha hai,
why howrah bridge close at 12 o’clock-
najane kiyun howrah bridge ko banane wala engineer ne is bridge ko 12 bajei hi tutega esaa bhabishya bani kiya hai,uska kiya karan hai kisi ko pata nehi hai or isi baat ko leke kei sare sot karta ne bhi alag alag raya de rakhe hai par us 12 bajei samay ka asli raaz kisiko bhi pata nehi hai,
howrah bridge some fects-
1-howrah bridge ko banane keliye 26,500 ton loha lagatha,
2-isi bridge ko banane ka kharcha 3,33 crode rupayahua tha,
3-isi bridge ka nam bahut sare hai-jaise rabindra nath setu,vidyasagar setu,howrah brdge etc..
4-isi brdge ko 2020 me 77 sal pura hua,
5- ea bridge ke pehele ese hanging bridge dunia me nehitha,
6-isi bridge ka capacity 60,000 ton kg sambhal sakta hai per ajkal janaskhyan jayada hone ke karna 90,000 ton tak bhi chalajata hai,
about me-
my self jagabandhu bag,from-odisha (balangir)
ese hi aitihasik chizon ke bare me jana chahete hai to hume folow kijiye ur update rehi ye, thank you so much